Ye dil na jane kya kar baitha,
Pooche bina hi mujhse faisla kar baitha,
Is zameen par toota sitara tak nahi girta,
Aur ye paagal dil chaand se pyaar kar baitha…
………… ……… ……… ……… …….
Koi ankhonm akhon se baat kar leta hai,
koi ankhon ankhon main mulakat kar leta hai
Bada mushkil hota hai jawab dena
jab koi khamosh reh kar sawal kar leta hai.
………… ……… ……… ……… …….
Aasu me na dhundo hame
dil me bas jayenge
tammana ho agar milne ki
to band ankho me najar aayenge.
………… ……… ……… ……… …….
Kuch rishte anjane mein ho jate hai,
pehle dil phir zindagi se jud jate hain,
kehte hai uss daur ko dosti,
jisme dil se dil na jaane kab mil jate hai
………… ……… ……… ……… …….
Na Sathi hai koi,
Na Humsafar hai koi,
Na Hum kisi ke na Humara hai koi,
Par aapko dekh kar keh sakte he ki,
Dost to Humara bhi hai koi…..!
………… ……… ……… ……… …….
Pyaar ka to Dushman Zamana hai,
Har Aashiq ke Pyaar ka apna hi fasana hai.
Sab ko pata hai Ansu hi milte hai Pyaar me,
Phir bhi kyun har koi Pyaar mein Deewana hai.
………… ……… ……… ……… …….
Hum agar mil nahi pate,
Aisa nahi ki aap yaad nahi aate.
Mana jahan ke sab rishte nibhaye nahi jate,
Par Jo ban gaye hai PYAAR wo bhulaye nahi jate….
………… ……… ……… ……… ………
“Zindagi Sirf Mohabbat Nahin Kuch Aur Bhi Hai
Zulf-o-Rukhsaar ki Jannat Nahi Kuch Aur Bhi Hai
Bhookh Aur Pyaas ki Maari Hui Is Duniya Mein
Ishq Hi Ek Haqeeqat Nahin Kuch Aur Bhi Hai.”
………… ……… ……… ……… ………
Main deewaani hun tere naam ki is baat se inkar nahi,
kaise kahe ki hame aapse pyar nahi,
kuch to kasoor hai aapki nazro ka,
hum akele to gunhegar nahi.
………… ……… ……… ……… ….
Palbhar mein tut jaye who kassam nahi,
Dosti mein bhool jaye woh hum nahi,
Tum bewafa bano is baat mein dum nahi,
Kyuki hamari wafa bhi kuch kum nahi
………… ……… ……… ……… ….
AAYE THEY TUM HAMARE DIL MEIN BASNE KE LIYE
HAMEIN HI UJAAD KAR CHAL DIYE
JAB DIL NE HUMSE KIYE SAWAAL
TOH HUM KHUD PAR MUSKURAAKAR CHAL DIYE.
………… ……… ……… ……… ….
Tum kya Jano sharab kese Pilayi Jati he,
Kholne se pehle botal hilayi jati he,
Fir awaz lagayi jati he,
Aajao Darde Dilwalo,
Yaha dard-e-dil ki dawa pilai jati he.

No comments:
Post a Comment